मेरे दुश्मन तू मेरी दोस्ती को तरसे HD - आए दिन बहार के - धर्मेन्द्र - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold
Song:- Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Singer(s):- Mohammed Rafi Movie:- Aaye Din Bahaar Ke (1966) Music Director:- Laxmikant-Pyarelal Lyricist:- Anand Bakshi #GaaneSuneAnsune #Dharmendra #AshaParekh #MohammedRafi #AayeDinBahaarKe #OldSongs Lyrics:- Mere Dil Se Sitamgar Tune Achche Dillagi Ki Hai Ke Banke Dost Apne Dosto Se Dushamani Ki Hai Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Mujhe Gham Dene Wale Tu Khushi Ko Tarse Mere Dushman Tu Phool Bane Patjad Ka Tujhpe Bahar Na Aaye Kabhi Meri Hi Tarah Tu Tadpe Tujhko Karar Na Aaye Kabhi Tujhko Karar Na Aaye Kabhi Jiye Tu Iss Tarah Se Zindagi Ko Tarse Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Mere Dushman Itna Toh Asar Kar Jaye Meri Wafaye O Bewafa Ek Roj Tujhe Yaad Aaye Apni Jafaye O Bewafa Apni Jafaye O Bewafa Roye Tu Hasi Ko Tarse Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Mere Dushman Tere Gulshan Se Jyada Viraan Koi Virana Na Ho Iss Duniya Mein Koyi Tera Apna Toh Kya Begana Na Ho Apna Toh Kya Begana Na Ho Kisi Ka Pyar Kya Tu Berukhi Ko Tarse Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Mujhe Gham Dene Wale Tu Khushi Ko Tarse Mere Dushman.