اگلا

हमने देखी है उन आँखों की महकती ख़ुशबू HD - ख़ामोशी - वहीदा रहमान - लता मंगेशकर - Old Is Gold

1,026 مناظر· 07/12/21
Goldmines Gaane Sune Ansune
Goldmines Gaane Sune Ansune
1,832 سبسکرائبرز
1,832
میں Music

Song:- Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Singer(s):- Lata Mangeshkar Movie:- Khamoshi (1969) Music Director:- Hemant Kumar #GaaneSuneAnsune #WaheedaRehman #LataMangeshkar Lyrics:- Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Haath Se Chooke Ise Rishton Ka Ilzaam Na Do Sirf Ehsaas Hai Ye Ruuh Se Mahsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Haath Se Chhuuke Ise Rishton Kaa Ilzaam Na Do HumneDekhi Hai Pyar Koi Bol Nahin Pyar Aawaz Nahin Ek Khamoshi Hai Sunti Hai Kaha Karti Hai Na Ye Bujhati Hai Na Rukati Hai Naa Thahari Hai Kahin Nuur Ki Bund Hai Sadiyon Se Baha Karti Hai Sirf Ehsaas Hai Ye Ruuh Se Mahsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Humne Dekhi Hai Un Aankho Ki Mehakti Khusboo Haath Se Chhuuke Ise Rishton Ka Ilzaam Na Do HumneDekhi Hai Muskarahat Si Khili Rehti Hai Aankhon Men Kahin Aur Palkon Pe Ujale Se Chhupe Rehte Hain Honth Kuch Kehate Nahin Kanpte Honthon Pe Magar Kitne Khamosh Se Afasane Ruke Rehte Hain Sirf Ehsaas Hai Ye Ruuh Se Mahsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Haath Se Chhooke Ise Rishton Kaa Ilzaam Na Do Humne Dekhi Hai.

مزید دکھائیں

 0 تبصرے sort   ترتیب دیں


اگلا