Als nächstes

तौबा ये मतवाली चाल | Patthar Ke Sanam | मनोज कुमार, वहीदा रहमान, मुमताज़ | Mukesh

3,086 Ansichten· 07/24/23
Goldmines Gaane Sune Ansune
1,832
Im Music

Song:- Tauba Yeh Matwali Chaal Singer(s):- Mukesh Movie:- Patthar Ke Sanam (1967) Music Director:- Laxmikant-Pyarelal Lyricist:- Majrooh Sultanpuri #GoldminesGaaneSuneAnsune #ManojKumar #HappyBirthdayManojKumar #WaheedaRehman #Mumtaz #Mukesh #PattharKeSanam #OldSongs Lyrics:- Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Chaand Aur Suraj Aakar Maange Tujhse Rang-E-Jamaal Haseena Teri Misaal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Chaand Aur Suraj Aakar Maange Tujhse Rang-E-Jamaal Haseena Teri Misaal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Sitam Yeh Adaao Ki Raanaaiyan Hai Sitam Yeh Adaao Ki Raanaaiyan Hai Kayamat Hai Kya Teri Angdaaiyan Hai Bahaar-E-Chaman Ho Ghata Ho Dhanak Ho Bahaar-E-Chaman Ho Ghata Ho Dhanak Ho Yeh Sab Teri Surat Ki Parchhaaiyan Hai Ke Tan Se Udta Gulaal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Chaand Aur Suraj Aakar Maange Tujhse Rang-E-Jamaal Haseena Teri Misaal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Chaand Aur Suraj Aakar Maange Tujhse Rang-E-Jamaal Haseena Teri Misaal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Hun Main Bhi Deewano Ka Ek Shehzada Hun Main Bhi Deewano Ka Ek Shehzada Tujhe Dekh Kar Ho Gaya Kuchh Zyada Khuda Ke Liye Mat Bura Maan Jaana Khuda Ke Liye Mat Bura Maan Jaana Yeh Lab Chhu Liye Hain Yun Hi Be Irada Nashe Mein Itna Khayal Kahan Tauba Yeh Matwali Chaal Jhuk Jaye Phulo Ki Daal Chaand Aur Suraj Aakar Maange Tujhse Rang-E-Jamaal Haseena Teri Misaal Kahan Tauba Yeh Matwaali Chaal

Zeig mehr

 0 Bemerkungen sort   Sortiere nach


Als nächstes