Avanti il prossimo

मैं प्यार का दीवाना HD - आई मिलन की बेला - राजेंद्र कुमार - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

2,416 Visualizzazioni· 10/04/21
Goldmines Gaane Sune Ansune
1,832
In Music

Song:- Main Pyar Ka Deewana Singer(s):- Mohammed Rafi Movie:- Ayee Milan Ki Bela (1964) Music Director:- Shankar-Jaikishan #GaaneSuneAnsune #RajendraKumar #MohammedRafi #ShankarJaikishan Lyrics:- Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana Ghabra Ke Khija Gujri Aur Daur Naya Aya Insan Ke Jeevan Mein Ik Rang Naya Laya Seene Mein Nayi Hulchul Seene Mein Nayi Hulchul Chehre Pe Bhi Rangat Hain Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana Sunta Hoon Main Lehro Se Sangeet Bahaaron Ke Dam Lene Ko Rukta Hoon Saye Mein Chanaro Ke Kaante Ho Ke Angare Kaante Ho Ke Angare Chalna Meri Aadat Hai Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana Tu Kya Hain Mujhe Ek Din Mil Jaye Toh Mai Janu Aur Phool Mere Dil Ka Khil Jaye Toh Main Manu Jalwo Ka Pujari Hoon Jalwo Ka Pujari Hoon Deedar Ki Hasrat Hain Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana Main Pyar Ka Deewana Sabse Mujhe Ulfat Hain Har Phool Mera Dil Hain Aur Dil Mein Mohabbat Hain Main Pyar Ka Deewana

Mostra di più

 0 Commenti sort   Ordina per


Avanti il prossimo