Up next

आजा रे परदेशी, मैं तो कब से खड़ी HD - मधुमती - वैजयन्ती माला, दिलीप कुमार - लता मंगेशकर - Old Is Gold

2,201 Views· 07/27/21
Goldmines Gaane Sune Ansune
Goldmines Gaane Sune Ansune
1,832 Subscribers
1,832
In Music

Song:- Aaja Re Pardesi, Main To Kab Se Khadi Singer(s):- Lata Mangeshkar Movie:- Madhumati (1958) Music Director:- Salil Chowdhury #GaaneSuneAnsune #Vyjayanthimala #DilipKumar #LataMangeshkar Lyrics:- Aaja Re Pardesi, Main To Kab Se Khadi Is Paar Ye Ankhiya Thak Gayi Panth Nihaar Aaja Re Pardesi, Main To Kab Se Khadi Is Paar Ye Ankhiya Thak Gayi Panth Nihaar Aaja Re Pardesi Main Diye Ki Aisi Baati Jal Na Saki Jo Bujh Bhi Na Paati Main Diye Ki Aisi Baati Jal Na Saki Jo Bujh Bhi Na Paati Aa Mil Mere Jeevan Saathi, O Aaja Re, Main To Kab Se Khadi Is Paar Ye Ankhiya Thak Gayi Panth Nihaar Aaja Re Pardesi Tum Sang Janam Janam Ke Phere Bhool Gaye Kyu Saajan Mere Tum Sang Janam Janam Ke Phere Bhool Gaye Kyu Saajan Mere Tadapat Hoon Main Saanjh Savere O Aaja Re Main To Kab Se Khadi Is Paar Ye Ankhiya Thak Gayi Panth Nihaar Aaja Re Pardesi Main Nadiya Phir Bhi Main Pyasi Bhed Ye Gahra Baat Zara Si Main Nadiya Phir Bhi Main Pyasi Bhed Ye Gahra Baat Zara Si Bin Tere Har Raat Udaasi O Aaja Re Main To Kab Se Khadi Is Paar Ye Ankhiya Thak Gayi Panth Nihaar Aaja Re Pardesi

Show more

 0 Comments sort   Sort By


Up next