Susunod

नसीब में जिसके जो लिखा था HD - दो बदन- मनोज कुमार, आशा पारेख, सिमी गरेवाल- मोहम्मद रफ़ी- Old Is Gold

4,682 Mga view· 11/07/21
Goldmines Gaane Sune Ansune
Goldmines Gaane Sune Ansune
1,832 Mga subscriber
1,832
Sa Music

Song:- Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Singer(s):- Mohammed Rafi Movie:- Do Badan (1966) Music Director:- Ravi #GaaneSuneAnsune #ManojKumar #AshaParekh #MohammedRafi #DoBadan #OldSongs Lyrics:- Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya Kisi Ke Hisse Mein Pyaas Aayi Kisi Ke Hisse Mein Jaam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka Main Ek Fasana Hoon Bekasi Ka Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka Main Ek Fasana Hoon Bekasi Ka Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka Na Husn Hi Mujhko Raas Aaya Na Ishq Hi Mere Kaam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Badal Gayin Teri Manzilein Bichad Gaya Main Bhi Karwan Se Badal Gayin Teri Manzilein Bhi Bichad Gaya Main Bhi Karwan Se Bichad Gaya Main Bhi Karwan Se Teri Mohabbat Ke Raaste Mein Na Jane Yeh Kya Maqaam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Tujhe Bhulane Ki Koshishein Bhi Tamaam Nakaam Ho Gayi Hain Tujhe Bhulane Ki Koshishein Bhi Tamaam Nakaam Ho Gayi Hain Tamaam Nakaam Ho Gayi Hain Kisi Ne Zikr-E-Wafa Kiya Jab Zuban Pe Tera Hi Naam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya Kisi Ke Hisse Mein Pyas Aayi Kisi Ke Hisse Mein Jaam Aaya Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha

Magpakita ng higit pa

 0 Mga komento sort   Pagbukud-bukurin Ayon


Susunod